Maine kaha khuda se --
de de use, vo mujhe jaan se bhi pyara hai....
Khuda ne kaha se --
doon kya use, jo sada se hee tumhara hai....
Maine kaha khuda se --
Jaga de uske dil mein bhi pyaar....
Khuda ne kaha --
Thoda sa kar khud pe aitabaar.....
Maine kaha khuda se --
Mujhe mera khuda mil gaya....
Khuda ne kaha --
Dekh mera chehra khil gaya....
Maine kaha khuda se --
Jamana mohabbat se anjaan hai....
Khuda ne kaha --
Bas ye tumhara imtehaan hai....
Maine kaha khuda se --
Bichda kyon mera yaar hai....
Khuda ne kaha --
Meri nazron mein jeeta tera pyaar hai....
Main kaha khuda se --
Uske bina main kaise jiyunga....
Khuda na kaha --
tere jakhm main siyunga....
Maine kaha khuda se --
Us se kehna main khush hun, aisa maine kaha hai....
Khuda ne kaha --
Tum sada khush rehna, aisa usne kaha hai.....
_________________________________________________________
Comments