Samandar peer ka andar hain lekin ro nahi sakta ,,, Yeh aasu pyaar ka moti hain isko kho nahi sakta.... Meri chahat ko dulhan tu bana lena magar sun le ,,, Jo mera ho nahi paaya woh tera ho nahi sakta.......
Aaj mere jaan ki vidayi hogi...
khubsurat c mehndi apne hatho pe usne lagayi hogi...
hamesha se raha tha jis pe haq mera...
aaj wo mujhse parayi hogi...
khuda jane ke andar se khush hogi ya nhi...
par mujhe yaad kar ke thodi mayusi to uske chehre pe aayi hogi...
sang me apne sakhiyo ke use hasna pad rha hoga...
magar akele me roni surat usne bnayi hogi...
aaj khud ko bada kosti hogi wo...
jab use apna kaha har wada aur ek ek baat use yaad aayi hogi...
pata nhi dil isi kashmkash me hai...
k meri tasveer jo use jaan se pyari thi usne jlayi hogi ya chhupayi hogi....?
jitna marzi wo khush ho ho kar sab se mile chahe...
magar ek baar to meri yaad use zaroor aayi hogi...
tabhi achanak uske gali se guzrega janaza mera...
aur mere apno ki chikhe use bhi sunayi hongi...
tabhi uske liye waqat thahar sa gya hoga...
"tum meri na hui to mar jaunga mai" meri ye baat yaad kar ke uski aankhe bhar aayi hongi...
tabhi mera ye paigam jo mai likh raha hu mila hoga kisi bache ke hatho...
aur ise padhkar to to sharam ke mare usne apne saye se bhi nazre jhukayi hongi...
kuchh hi der me guzar jayega mera jnaza uski gali se...
meri mout ko bhula kar fir wahi hansi wahi baje aur baj rahi wahi shnayi hogi...
aaj meri jaan ki vidayi hogi...
jise apna kaha karta tha wo bharam mera todegi aur aaj mujh se wo prayi hogi.....
_______________________________________________________

Comments