Ek Ajeeb
O Garib Dastan Aap Sab Ko Sunata Hu...
Kudart
Ka Ek Anokha Karishma Aapko Btata Hu...
Ek
Ladki Thi Chanchan C Natkhat C Bhooli Bhali C...
Uski
Har Ek Baat Hoti Thi Badi Pyari C...
Apne
Ghar Me Wo Sab Ki Wo Dulari Thi...
Apne
Baba Ko Wo Jaan Se Jyada Pyari Thi...
Magar
Shayad Rab Ko Uski Khushi Manzur Na Thi...
Isi
Liye Uske Baba Ko Usne Chhin Liya Tha...
Anjane Me
Rab Ne Us Masoom Pe Bahut Bada Zulm Kiya Tha...
Uski
Hasi To Mano Chehre Se Gum C Hogyi Thi...
Uski
Kismat Mano Ab Lambi Neend Me So Gyi Thi...
Sab
Bahut Chahte The Magar Use Ek Kami Thi...
Baba Ki
Yaad Ki Dhool Uske Dilo Dimag Par Jami Thi...
Waqt
Beeta Magar Uske Zkham Ko Bhar Na Paya...
Koi
Uske Baba Ki Kami Ko Pura Kar Na Paya...
Ek Roz
Ki Baat Hai Usi Fb Pe Koi Ladka Milgya...
Ladke
Se Baat Hui To Wo Uska Bhai Ban Gya...
Dono Ek
Dusre Se Dher Sari Baate Karne Lage...
Itna
Pyar Badhgya Ke Ek Dusre Ke Bina Marne Lage...
Ladka
Use Dilo Jaan Se Chhoti Bahen Manne Laga...
Bina
Kahe Hi Uske Dil Ka Haal Janne Laga...
Jab Bhi
Wo Udas Hoti To Uska Bhai Bhi Udas Ho Jata Tha...
Uske Hi
Khyalo Me Na Jane Kaha Kho Jata Tha...
Ladki
Bhi Use Dilo Jaan Se Manti Thi...
Ab Udas
Nhi Hoti Thi Kio K Uski Udasi Se Bhai Bhi Udas Hoga Wo Janti Thi...
Dono Ki
Baate Badhne Lagi...
Ladki
Apne Is Bhai Ko Sage Se Jyada Pyar Karne Lagi...
Uska
Gum Bhi Kafi Had Tak Kam Hogya Tha...
Uska
Din Raat Rona Bhi Khtam Hogya Tha...
Bhai Ne
Wada Liya Ke Uske Naa Hone Pe Bhi Udas Na Hogi...
Royegi
Nhi Kabhi Chahe Hojaye Jo Bhi...
Ladki
Ne Bhi Baat Bhai Ki Man Li...
Ab Na
Royegi Kabhi Ye Baat Dil Me Than Li...
Dekhte
Dekhte Kai Din Beet Gye The...
Ladki
Ki Shadi Bhi Nazdeek Aa Gyi...
Bhai Ko
Jab Pata Laga To Wo Jhoom Utha Tha...
Khushi
Ke Mare Usne Bahen Ko Na Jane Kya Kya Ashirwad Diya Tha...
Par Wo
Akhri Din Tha Jab Dono Me Baat Hui...
Uske
Baad Ladka Achanak Se Gayab Sa Hogya...
Ladki
Ne Kitne Use Msg Kiye Magar Kisi Ka Jwab Na Usne Diya...
Ladki
Ne Use Bahut Dhundha To Maloom Hua...
Uska To
Koi Wajood Hi Na Tha...
Ye
Kaisi Anhoni Thi Kisi Ko Nhi Pata Tha...
Us
Ladke Ke Hone Ka Koi Saboot Hi Na Tha...
Mano Ke
Jaise Wo Koi Tha Hi Nhi...
Kitna
Khoja Use Magar Wo Mila Hi Nhi...
Idhar
Bahan Bahut Pareshan Thi...
Aage
Kya Hoga Is Baat Se Anjan Thi...
Ek Din
Sapne Me Uska Wo Bhai Aaya...
Usne
Sara Kissa Phir Bahan Ko Smjhaya...
Dekh
Bahan Mai Koi Nhi Hu...
Bas Ek
Ahsas Hu Jo Hamesha Tere Pas Hu...
Tere
Baba Ne Mujhe Tere Liye Yaha Bheja Tha...
Usne
Tera U Tadfna Nhi Dekha Ja Rha Tha...
Mai
Hamesha Tere Pass Tha...
Jab Bhi
Tu Royi Tere Ansuo Ko Maine Mahsoos Kiya...
Tere
Dard Ko Khud Me Sma Kar Tujhe Dard Se Azad Kiya...
Ab
Mujhe De Ijazat Mai Chalta Hu...
Tujh
Jaisi Aur Hai Unhe Smbhalta Hu...
Magar
Wada De Ke Tu Ab Na Kabhi Khud Ko Udas Karegi...
Na Ab
Kabhi Mujhe Tu Yaad Karegi...
Itna
Kah Kar Wo Na Jane Kaha Chla Gya...
Ladki
Ne Ankhe Kholi To Koi Nhi Tha...
Uske
Teble Pe Ek Lifafa Sa Pada Tha...
Us
Lifafe Me Ek Chhithi Thi...
Jisme
Us Bhai Ne Khud Ke Pyar Ki Dastan Likhi Thi...
Ladki
Ne Bhi Uska Kaha Maan Liya...
Phir Wo
Chah Kar Phi Na Kabhi Udas Ho Payi...
Magar
Roz Sapne Me Bhai Ko Dhundhti Thi..
Maga
Kabhi Use Dobara Na Pa Payi...
Na Jane
Aisi Kitni Aur Bahno Ka Us Ahsas Ne Dukh Door Kiya Hoga...
Kaise
Itne Nazdeek Aakar Apni Bahno Se Wida Liya Hoga...
Ye Khushi
Hai Jo Malik Sabko Deta Hai...
Bas Is
Khushi Ka Zariya Wo Sake Liye Alg Alg Dhang Se Deta Hai.....
You May Like Also These Sister Shayari:
DiLL per laggaye ye bat yaar i love u my All fb appi And sis
ReplyDeleteThank Q sir :)
DeleteWow nice story
ReplyDeleteNice
ReplyDeleteVery cute and lovely poem. Its heart touching, i loved this
ReplyDelete