Kabhi meri yaad aaye to puchna un haseeeen yaadon se....
ki kaun in yaadon ke liye hi jeeta tha....
kabhi meri yaad aaye to puchna un haseen raaton se....
ki kaun tere khawabon ko dekhne ke waste hi sota tha....
kabhi meri yaad aaye to puchna in mehakti saasoon se....
ki kiski jaan in saason main basti thi....
kabhi meri yaad aaye toh puchna un lamhon ki kasak se....
ki teri yaad me meri ankhe raton ko kaise barasti thi....
kabhi yaad aaye toh puchna mere dhadakte dil se....
ki kis dhadkan ke liye hi yeh dhadkta tha.. tere udaas hone se yeh kaise tadpta tha....
kabhi yaad aaye to puchna meri bhatkti ruh se....
jo aaj bi tumhari aaghosh ko tarasti hain.. tmhari ruh ko apna ek ansh samajhti hain....
kabi yaad aaye toh bs, is ruh ko hi bta dena....
main wahan aakar tumhari saason ko apna bna lunga.. tmhre saath rehne ka har vada fir se nibha lunga....
kabhi yaad aaye toh puchna.........
____________________________________________________
Comments