"Hai Kuchh Ada Tujhme Jo Masumiyat Batlati Hai...
Kabhi Tu Ek Bachchi Kabhi Bado Si Samajh Dikhlati Hai....
Ab Kah Le Tu Ise Sharmilapan Ya Nam Haya Ka De....
Kabhi Tu Ek Bachchi Kabhi Bado Si Samajh Dikhlati Hai....
Ab Kah Le Tu Ise Sharmilapan Ya Nam Haya Ka De....
Mujhe To Teri Har Ada Tera Hal-E-Dil Batlati Hai......."
Woh Mujhe Yaad kare jis Pal,
Ussi Pal Main nazar aau Usse...
Woh Roothe Jo Mujhse Kabhi,
Main Paas baithkar Manaau Usse....
Tum Bin, Main Jis Chaar Deewari Makaan mein rehta tha,
Tere Sang, Ab Kyon Naa, Ek Haseen Ghar Main Banauu Usse...
Woh Muskuraaye to Jhoom uthe Yeh Duniya meri,
Woh Roye to main Gale Lagauu Usse...
Ussi ke Karam ki Mohtaaz Hai yeh Zindagi,
Woh Dhale iss Ghazal Mein,
To Main Gungunau Usse....
Ajeeb Tarah ki Shart Lagate hai Woh, Kehte hai,
"Do Pal Ki Hi Sahi, par Meri Judai Seh kar to dekho!!"
kya kahun, Sach to yeh hai ke Woh Mujhme Basti hai.
Khud se juda hokar Main jee nahi sakta,
Yeh main Kaise Batlaau Usse....
NA AB AARZO HAI KOI, NA KOI MAQSAD-E-ZEEST,
KHWAISH BAS ITNI SI HAI KE,
ZINDAGI KE HAR KADAM PAR APNE SAATH,
MAIN PAAU USSE.....
______________________________________________________________

Comments