Main apne dil mein darr ka ek ehsas lekar jita hu....
per sath uske tujhe paane ki aas lekar jita hu....
wafa k dhango ki dor hamesha hamare darmiyan bandhi rahegi....
main terri ulfat terri mhbt ko hardum apne paas lekar jita hu....
ye kehna behad mushkil hai ki hamari mhbt ka kya anjam hoga....
bus dil mein khwaish aur apne khuda pe pur wishwas lekar jita hu....
tujhe dekhne ko ankhe tarsane lagti hai har guzarte din k sath....
tere sang bita har vo pal har vo din har vo lamha khaas lekar jita hu....
baarish ki bundo ko chhune nhi deta apne badan ko....
apne har jazbaat mein terri pyas lekar jita hu....
zinda jism hai per har dhdkan terre liye tarasati hai....
terre naam k aasre hi ab apni har sans lekar jita hu.........

_______________________________________________________
Comments