"Main Abhi Haara Nahi..."
This Shayari Dedicate To Yovraaj Singh...
Mai Yuvraaj Singh Ka Koi Fan Nhi Hun Mujhe yovraaj bilkil Pasand Nahi Hai, Mai Virendar Shehwaag Ka Fan Hun, Magar Log To Had paar Kar Rahe Hai.. UsKo FaceBook Twitter Pr Maa-Bahen Ki Galiyan de Rahe Hai...
Cricket Ek Khel Hai..Kabhi Kabhi performances Acchi Aur kabhi Buuri Bhi Ho Sakti Hai.. Kya Aap Jaante hai, Kal Yuvraj Singh ke Ghar Par Pathraav Hua Tha.. Iss had Tak LogoN Ne Aakhrosh Jataya Ke Police Ko Laaya Gaya Yeh Sab Rokhne Ke Liye... Main Puchta Hoon Kya Yeh Soch, Yeh Mindset Jaayaz Hai..??
Form Is Not Always Permanent...But Class Is....Jee Zaroor Kal Koi Chota Occasion nahi Tha..Aur Youraaj Se Bhi bade bade Experience wale Players Bhi kayi Baar On A Given Day Woh Performances Naa De Paate Jo Expected Ho.. Main Maanta Hoon Yeh Format Ke Mutaabiq Woh bahut Dissapointing performance Thi Khaas Taur Par jis Tarah Se Yuvraj Ne T20 Cricket Mein Apna Sikka Jamaya Hai, Unn Sab Ko performances Ko yaad Kar Yeh Indeed Yuvraj Ki One Of The Most Weakest performances Mein Ek Rahi Hai, Par Main Phir Bhi Yeh Kehna Chaahta Hoon ke Humein Yeh Nahi Bhoolna Chahiye Ke What he Is Capable Of & What All He Has Achieved.. We People Should Learn To Forgive & Forget...
Under 15 world
cup 1996 champions- INDIA( Man Of
the Series -Yuvraj Singh )
U-19 world cup 2000 champions- INDIA (Man Of
the Series - Yuvraj Singh)
T-20 world cup 2007 champions- INDIA(Man of The Series- Yuvraj Singh )
ICC world cup 2011 champions- INDIA( Man Of the
Series- Yuvraj Singh)
LogoN ka Badalta Hua Nazariya, Badalta Hua Pyaar Hum Bhi Dekhenge...
HarJagah Kaisa Saj Raha Hai Ilzaamo Ka Darbaar Hum Bhi Dekhenge....
Chadte Hue Suraj Ki Parashtish To Karte Hai Sab Ke Sab Yahaan...
Giirte Hue Ko Bhi Thaame, Aisa Hai Kya Koi Dildaar Hum Bhi Dekhenge...
Mere Ahl-e-Hunar Se To Vaaqif Hai Duniya Ka Har Ek-Ek Shakhs...
Iss Baar Ladkhada Gaye Kadam To Kya Marr Gaya Aitbaar Hum Bhi Dekhenge....
Har Jagah Meri BuraiyoN Ke Charche Chal Rahe HaiN Lagaataar...
Main Chup Hoon Log kaise Badal jaate HaiN Ayye Yaar Hum bhi Dekhenge...
Maanta Hoon, Main Thama Zaroor Hoon Par Main Abhi Haara Nahi....
Ek Jahaaz Kaise Ladta hai LeharoN Se Har Baar, Hum Bhi Dekhenge.....
Mai Kehta Hun, Kaash Yahaan Log Pehle Hunar Dekhe Aur Phir kahe...
Sab Ki Apni Raaye, Ajeeb Si BaateN, Ajeeb Sa Yeh Bazaar Hum Bhi Dekhenge.......
Written By_ Khwahish
________________________________________________________________

yuvi
ReplyDelete