Humsafar
Ki Tarha Zindagi Kae Safar Mae...
Dene Ka
Mera Saath, Usnae Waada Tha Kiya....
Rang Jitnae
Bhi Hai Ess Jahan Mae Maujood...
Bharna Ka
Zindagi Mae , Usnae Waada Tha Kiya....
Tod Kar
Ess Zamane Ke Har Bemani Bandish...
Basanae
Ka Mera Aashiana, Usnae Wada Tha Kiya....
Jankar Wafa
Karnae Par Mili Bewafae Ka Dard...
Mujhko Apna
Bananae Ka, Usnae Waada Tha Kiya...
“ Jhalakta
Har Ansoo Mera Kabar Par Uski...
Poochta
Hai Har Pal Yae Hi Sawal Unsae....
Jab Jana
Tha Chood Kar Yu Mujko Akela...
To Phir
Saath Dena Ka Kyo Waada Tha Kiya “ !!!!
Comments