Badi Muskil Se Usne Apne Dil Ko Samjhaya
Hoga...
Maa Baap Ki Izzat Ki Khatir Jab Usne Shadi
Kisi Aur Se Rachaya Hoga...
Kaun Sa Patthar Rakh Kar Usne Apne Dil Ka
Matam Manaya Hoga...
Wo Aansu Nahi Khoon Ka Katra Hoga Jisko Usne
Meri Yaad Me Bahaya Hoga...
Zamane Ke Rasm Wa Riwaz Ko Odne Se Pahle....
Usne Apni Rooh Ko Mohabbat Ka Kafan Pahnaya
Hoga...
Haqiqat Me Marne Se Pahle Kaise Mara Jata
Hai...
Aaj Usne Meri Nigah Me Jeete Hue Bhi Mar Kar
Dikya Hoga...
Bachpan Se Jo Usne Khowab Dekha Tha Lal Jodo
Ka Shadi Me Pahenne Ka...
Un Aanuso Me Wo Saphed Kafan Sa Nazar Aaya
Hoga...
Band Karo Ye Pram-Pra Salon, Pram-Prao Se
Jodiya Nhi Banti...
"Khoon-E-Mohabbat" Ka Khoon Karke
Bhi Mohabbat Ka Kahan Koi Khoon Kar Paya Hai......