Sad Shayari On Zindagi | Struggle in Boy Life Hindi, sad shayari on zindagi ki haqeeqat, zindagi ki haqeeqat poetry, zindagi ki haqeeqat quotes, zindagi ki haqeeqat se aamna samna fake, zindagi ki haqeeqat se aamna samna judges, zindagi shayari for boy...
“Kabhi Fursat Mili To Yeh Sochunga...
Beete Waqt Mein Maine Kya Khoya Kya Paya......”
Wo
Poudha Jo Bachpan Mein Lagaya Tha...
Kya Wo
Poudha Aage Bhi Badh Paya...
Maa Ke
Wo Sanskar Hamesa Sach Ka Sath Dena...
Kya
Main Us Par Amal Kar Paya...
Mere
Papa Aksar Kahte The Kabhi Galt Raah Par Na Chalna...
Kya
Main Sahi Raah Par Chal Paya...
Bde
Bhai Ka Samjhana Har Rishte Ko Sath Lekar Chalna...
Kya
Main Rishto Ko Wo Samman De Paya...
Chhoti
Behna Ka Kehna Sabko Dher Sara Pyar Dena...
Kya
Main Khud Ke Siwa Kisi Ko Pyar De Paya...
Dosto
Ka Kehna Zidngi Mein Aage Badho Par Dosto Ka Hath Thame Rehna...
Kya
Main Kisi Ka Hath Thaam Apne Sang Le Aaya....
Duniadari
Se Fursat Mili To Yeh Paya Main Yeh Kya Kar Aaya...
Yeh Sab
Rishte Nate Sanskar Sar Baht Pichhe Chhod Aya....
Aaj Ki
Dunia Ne Jo Mujh Ko Sikhaya Hai...
Bas
Wahi Apne Aap Mein Paya Hai.....
Khudgarji
, Gussa , Fareb Ab To Rag Rag Mein Samaya Hai....
MAY YOU LIKE ALSO THESE DAY
|
Comments